Hello India, happy raksha bandan to all of you. Aaaj ka blog raksha bandhan par based hai.tittle Se pata chal gaya hoga.lakin aaj Mai baat karu gi "one more promise ke bare mai ". Personally ,mujhe yea Festival bohut accha lagta hai,kitna pure kitna koobsurat festival hai. Aaj saari behane apne bhiyo ko Rakhi bhande gi or saare bhai gift dege ya case dage or hidden promise Kare ge ki me tumari raksha karuga tumhe protect karuga tumari care karuga. Jesa ki hum hamesha dhekhte sunte aaye hai. "Lakin aaj saare bhiyo ko ye promise karna padega ki Mai tumari (Behan) raksha ke saath -saath duniya ki saari beheno ki raksha karuga unhe protect karuga, Kabhi unhe teas nahi karuga, or nahi Kabhi kisi or ko karne duga". "OR ha yea raksha bandhan ka tyohaar hai,tumhaare bandhan ka nahi. Isliye tumari protection ke liye Kabhi bhi tumhe chaar divari Mai kaide (band) nahi karuga .Tumhare sapno -kywahiso -chaato ka gla nahi ghotuga, kyu ki yea raksha bandhan hai tumhara bandhan nahi ". #Thankyou and think about it
my blog is about social problem--with conclusion--and solution with new invent idea's.and trust me,my blogs is little bit unique.
Thursday, 15 August 2019
#Rakhi promise (one more Rakhi promise)
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
AAPKO mere blog's kase lagte hai plz comment kijiye (in details), ππmere blogs ke idea's kase lagte hai --conclusion kase lagte hai plz comment kijiyeπππ or ha agar aap ke pass bhi koi idea hai koi raaye(opinion)hai π€π€or aap chate hai mai us topic pr blog bnawo toh plz comment kr ke btaiye.πππ